Watch now !
Explore and watch videos of Swami Ramdev ji on this page. You can select and play videos of Swami Ramdev ji by clicking on the thumbnails from the user friendly categories like related videos, new added videos and top rated videos. Enrich your life with this well known 'Hindu Guru', spreading message of Peace and Humanity
Description:This is a video of satyagraha andolan by Swami Ramdevji. This Satyagraha andolan commencing on 4th june at Ramlila maidan in Delhi. Tags:Swami ramdev satyagraha andolan, satyagraha andolan,swami ramdev,baba ramdev,movement, satyagraha,4th june 2011,satyagraha andolan 4 june,jan andolan,jan andolan by swami ramdev
Rate here :
Added By :Sriram | Date : 13,May,2011 | Comments : 1 | Channel :Guru-Swami Ramdev Ji
yeh jo swami ji ne satyagraha shuru kiya ye bharat ki janta ke heet mai hai janta ko chahiye ki swami ji ke madhayam se apni aawaj ko bhrust sarkar tak pahuchane mai swami ji ko sahyog de, mai bhee sadharan insaan hu or mann mai kai prashan udhte hai jinhe mai swami ji ke maadhyam se udhana chahta hu kyuki swami ji ko janta ka vishwash praapt hai mai chahta hu swami ji in prashno par goor de or janta ko jagane ka paryas kare.....
1) mera pehla que janta se hai ki vo kese apne upar itna sarkar ka atyachar sahan kar rahi hai agar ab nahi jago ge to dubara jagne ka moka nahi milega isliye jago india jago apni takat sarkar ko dikha do...
2) ek sabse bada prashan mind mai ghumta rehta hai ki aaj bhart mai kitne janta ke dharmik guru bane hue hai or unke saath krodo log jude hue hai vese to vo janta ke bhagwan bane hue hai likin un dharmik guru o ka kabhi janta par ho rahe atyachar kyu nahi dikhai dete kya vo bas apne aap se hi matlab rakhte hai janta ke saath kya ho raha hai unse unko koi matlab nahi vo kyu nahi swami ramdev ji ki tarhe janta ke liye aandolan karte hai shayad isliye kyuki unko mehgai or janta ki takliffo se koi matlab nahi hai vo kyu janta ki takliffo se anjan hai.......